Anniversary video editing | Anniversary video kinemaster

Birthday video editing kinemaster
Hello friends, is post mein Ham aapke liye video editing se Judi post lekar Aaye Hain doston is post mein Ham aapko kinemaster master se video editing kaise karte hain yah sikhane Wale Hain is post mein aapko birthday video editing karna sikhayenge doston agar aapko birthday video edit karna hai to aapke liye yah post useful rahegi.
How to edit video
Doston aapko birthday video edit karne ke liye aapko sabse pahle coin Master application ko open karna hoga sabse pahle aapko kaine Master application ko open kar lena hai. uske bad aapko ek Temple download karna hoga yah template aapko hamare YouTube channel ke template video ke discription mein mil jaega.
aap use link ke through us template ko download kar ke rakh lena hai.file download karne ke bad aapko kinemaster mein jana hai vahan sabse pahle aapko layer ke option per click karke ek background Le lena hai. uske bad aapko background ko length increase kar leni hai increase karne ke bad aapko pair per click karke aapke mobile folder se download template ko select karke add kar lena hai.
uske bad use template ko fit to screen karke ful screen kar lena hai aur usko adjust kar lena hai uske bad aapko niche background aur template show karenge aapko template per click karna hai template per click karke aapko side mein jo aap setting hai usmein option milega chorma key use per aapko click karke chorma ki green color karke chorma key enable kar lena hai. uske bad aapko fir se layar per click karna hai layer per click karke aapko apne mobile gallery se photo select kar leni hai jo photo aapko is video mein add karni hai use photo Ko select karke aapko use pic per click karke send tu back kar lena hai.
iske bad photo ko adjust kar lena hai agar aapko or Koi dusra photo select karna hai fir se aapko gallery mein jakar photo select kar lena hai aur use photo Ko adjust kar lena hai. iske bad photo ko adjust karne ke bad aap iski photo ki length ko Apne according bada aur ghata sakte hain. ab aapko itna video edit hone ke bad ek bar video ko thoda sa watch Kar lijiye video adjust ho chuka hai to aapko setting se aapko audio ke option ko Choose karke aapko jo song add karna hai aapko use song ko apne phone Se option se select Kar lijiye aur usko add Kar lijiye is tarah aapke itna video Ban chuka hai.
ab aapko ek bar video ko play karke check kar lena hai ki aapane jo photo select kiye Hain voh acche se add ho gaye hain agar video sahi hai audio bhi set ho chuka hai to ab aapko download option se is video ko 4k quality mein download kar lena hai. is tarah video aapke phone mein save ho jaega is tarah aasani Se aapke video edit ho chuka hai ab aap ise play Kar Kar dekh sakte hain ki aapka video ekadam quality ke sath bankar taiyar ho chuka hai. to doston is tarah aapke video ban kar ready.
Thanks for visit post.
Comments
Post a Comment